bhai bahut accha laga - bhai main aap se yah janna chahta hu ke , mujhe gamle me lagana hai to kaise lagayen , aur maine kuch aam ke pavdhe gamle me lga rakha hai lekin bhai grow nahi kar raha hai kuch patte aate bhi hai to burn ho jata hai kaya karan hai
Ho sake to jameen me lagaiye. ... Aam ek faldaar paudha hai ... Usko nutrition ki bahut jyada jarurat rehti hai.... Gamle me lagana hi hai to pattiyon ki khaad daliye or sath me npk 19:19:19 bhi daliye ... Ek chammach pani me ghol kr mahine ke mahine ... Gamle me mango ko successfully grow krna thoda difficult hai.
Natural solution uska vermi compost hai.... But thoda npk dalenge to tip burning ki problem band ho jaegi. Phosphorus and potassium ache amount me chaiye paudhe ko.
Mera Amrapali mango plant lagaye huye 2 month ho gya, jisme kai bar new branch aate hi sukh ja rhi hai, jitne bhi new branch aati hai wo chhoti rahti hai tabhi sukh jati hai, aisa kyu?
@@GardeningforSureHindi I also planted one year GRAFTED mangoes...but I was told to leave the TAPE on for a few weeks after planting before removing them!
@@abyssinia3609 when you remove grafting tape it should not leave any wound on plant. Otherwise there will be no problem if the grafting is 1 or 2 year old
Apko iske liye apne local krishi vigyan kendra me jakar puri salaah leni chhaiye. Kyunki wo log apko sahi salah denge or soil testing karenge. Aam ki kheti keval paani par nirbhar nahi karti mitti jalavayu evam prajati par bhi nirbhar krti hai.
Gaddhe me sadi hui gobar ki khaad 5 kilo mitti ke saath mila kar daliye , thoda super phosphate daliye and gaddhe me mitti bharne ke pehle usko chlor pyrophos se upchar kriye taki termite ki problem na aaye.
Excellent descriptions
Thankyou so much
Aap bahut achcha kam kar rhe h aisw hi 🌴 lagaye
Nice
Very good brother
Thankyou so much
All d best G
Kis cheez ke kiye sir ?
Thanks for providing knowledge of plantation
You are most welcome sir
TQ Anna ❤
well done nice work going pk
Thankyou so much keep supporting my channel
Very good
Thankyou so much
Ye DAP hai ya urea
bhai bahut accha laga - bhai main aap se yah janna chahta hu ke , mujhe gamle me lagana hai to kaise lagayen , aur maine kuch aam ke pavdhe gamle me lga rakha hai lekin bhai grow nahi kar raha hai kuch patte aate bhi hai to burn ho jata hai kaya karan hai
Ho sake to jameen me lagaiye. ... Aam ek faldaar paudha hai ... Usko nutrition ki bahut jyada jarurat rehti hai.... Gamle me lagana hi hai to pattiyon ki khaad daliye or sath me npk 19:19:19 bhi daliye ... Ek chammach pani me ghol kr mahine ke mahine ... Gamle me mango ko successfully grow krna thoda difficult hai.
@@GardeningforSureHindi thankyou brother
@@GardeningforSureHindi bhai npk 19:19:19 koi bhi chlega kaya .
Sir ap gamli ki sath palan owr seed
Bhee di apka chainal kuwit mi dikhta hu owr ap si saman bheelita hu
Ap eduniyam ka seed di
Gorakhpur
Sir aane wale time par jarur... Abhi priorities kuch or hai.
Good👌
Thankyou so much
🙏💚🙏
Grafting plant kitna umor tok rohta hai
Sir maine aam ka ped last year lageya tha, new growth v ho rhi hai pr patte thore bde ho ke jal jatte hai , koi solution?
Natural solution uska vermi compost hai.... But thoda npk dalenge to tip burning ki problem band ho jaegi. Phosphorus and potassium ache amount me chaiye paudhe ko.
Laterite soil mai farming kr skte hai
@@VIJAY8016616623 thodi mushkil hogi... Lekin grow hota hai proper manure add krenge to possible h
Sir kloroporiphaas ki jagah traikodarma use kar sakte h
Ha lekin kam se kam use kriye dono
hamare yaha soil thodi si salty soil hai aamka paudha lag to gaya lekin voh badh nhi rha hai kya kare
Natural tarika apnaiye... Gobar ki khaad ya vermi compost
@@GardeningforSureHindi usse saltyness kam hoti hai?
@user-mb1ik4iz8s nature me manure hamesh ph balance karta hai
कितने दिन बाद पत्ते नीकले
Mera Amrapali mango plant lagaye huye 2 month ho gya, jisme kai bar new branch aate hi sukh ja rhi hai, jitne bhi new branch aati hai wo chhoti rahti hai tabhi sukh jati hai, aisa kyu?
Neem oil spray krke dekhiye.... Fungal attack ho sakta hai .... Watering regular kriye
@@GardeningforSureHindi hi
Z hum
Us ped me khad aur npk dap dalna padega pani bharpur matra me chahiye
Mane nursery se podh lagai 1month huaa magar podha laga nahi pate pile ho rahe h Kya kre
Apke paudhe ke aaspaas paani to jama nahi ho raha hai ye bhi check kriye
Thank you for this video...but why do you remove the GRAFTING tape immediately after planting?!
Because it's 1 year old grafting ... No problem in removing the tape
@@GardeningforSureHindi I also planted one year GRAFTED mangoes...but I was told to leave the TAPE on for a few weeks after planting before removing them!
@@abyssinia3609 when you remove grafting tape it should not leave any wound on plant. Otherwise there will be no problem if the grafting is 1 or 2 year old
Abhi ka kya groth h aam k paudhe ka new vedio banaiye
Banaya hu sir short video me hai... Jakar dekh sakte hai ... Detail me video banaunga
Ye jo result hai ye kitne din baad aaya tha new growth kitne din baad aayi thi.
2 se 3 month baad
Kia pauda lgate time fertilizer dalni nhi chahiye.
Yes.. cowdung compost ya vermi compost to bilkul dalna hi hai.... Iske alava gaddhe me single super phosphate b dal sakte hai ....
Sri graftin Meri fel ho ja rahi h kyo
Paani ghus ja raha hoga grafting ke time ya koi infection
Sir apka plant ka price kitna tha?
80 to 100 rupees per plant
2200 tds pani me mango farming hogi??
Apko iske liye apne local krishi vigyan kendra me jakar puri salaah leni chhaiye. Kyunki wo log apko sahi salah denge or soil testing karenge. Aam ki kheti keval paani par nirbhar nahi karti mitti jalavayu evam prajati par bhi nirbhar krti hai.
Sir ak gadhe me kitna khad dalna hai kitna dap aur kitna potash
Bade gaddhe me kam se kam 5 kg khaad or dap daliye 200gm potash bhi 200gm ... Paudha bada ho tab baad me fertiliser or add kr sakte h
@@GardeningforSureHindiThanks 👍
aapne dap potash kub dalna hai nahi bataya
Paudha lagate time 5 5 gram daliye .... Phir ek month baad gobar khaad ke saath hi chemical fertilizer dijiye.
आम के पेड़ों की pruning कैसे करें कि पेड़ ज्यादा बड़ा ना हो।
Ek branch me maximum 3 daali hi rakhiye ... Baaki hata dijiye
@@GardeningforSureHindi thanks, मगर वो ब्रांच भी तो एक दिन बहुत बड़ी डाल बन जायेगी।
@@shamsheerahmad1618 haa lekin niyam to yahi kehta hai
@@shamsheerahmad1618 phir har saal usi hisab se pruning krte rahiye
Dashari aam kaisa hota h?
आप इंटरनेट पर सर्च कर लीजिये सर । बहुत ही अच्छा और बाजार में आसानी सर उपलब्ध होता है ।
🥭 ke pauthe me Kali chitti lagne se kaise roke
Bordo paste lagaiye tane par or neem oil spray kriye. Ye organic solution hai.
Gadde me kya kya😅 or Kitna Kitna dalna hai bataye
Gaddhe me sadi hui gobar ki khaad 5 kilo mitti ke saath mila kar daliye , thoda super phosphate daliye and gaddhe me mitti bharne ke pehle usko chlor pyrophos se upchar kriye taki termite ki problem na aaye.
बाग के लिए ग्राफ्टिंग पौध ले या क्लोन या वीजू पौधे बाग लगाने के लिए ले
प्लीज रिप्लाई me
Grafting paudhe lena behtar hoga unke ped ka size chota hota hai or fal jaldi aata hai. Jamin bahut jyada hai to hi beeju paudhe lagaiye
Bhai plantation ke waqt cow dung ke sath urea dal sakte hai?
Amrapali ka 8ft ka Tree kaha milega
Nearby nursery me mil jaega. Government nursery me bhi milta hai.
Grafted mango tree ko jameen me lagya to growth hi nahi kar raha
Karega sir... Kabhi kabhi growth late se hoti hai. Gobar ki khaad ya verma compost dijiye
pura khet ghas se bhar hai aap log kaya bagwani karte hai.
Itna jyada paisa nah hai sir ki ek ek ghaans ko nikalwaye. Apni taraf se prayas kar rahe hai.
@@GardeningforSureHindi 👍
Early varaetkanambtayn
Amrapali mallika dashahri neelam best hai
Mango tree mai kabi bhi neem ko khali nahi dena chahiye isse mango plant mar jaata hai
Apki is baat ko verify krunga sir... Lekin mujhe to aisi koi jankari ni hai hai
@@GardeningforSureHindi hamaare yaha ek nursery waala bolta hai...
@@murshidulislam3978 Neem khali is totally natural thing.... No loss if no benefit is there
Ye आम का प्लांट का मिलता है क्या रेट h
80 ₹ se lekar 150 rupye tak
Bhai kyu zehar daal rahe ho plants me? Jaivaik khaad daalo na. Unsubscribing your channel 😠
Sorry sir
But krishi vaigyanik bhi yahi recommend krte h
Nice
Thankyou sir